Gharelu khawateen
Sabzi, doodh, bijli ka bill. Mahine ke aakhir mein pata ho ke paisa kahan gaya.
Munshi Ji · bilkul muft
Munshi Ji aam logon ke liye hamari muft app hai. Ghar ka kharcha, jeb kharch ya karobar ki roz ki sale: bas bolein aur Munshi Ji likh leta hai.


Sabzi, doodh, bijli ka bill. Mahine ke aakhir mein pata ho ke paisa kahan gaya.
Jeb kharch, canteen, kitabein. Apne paison ka hisaab khud rakhein.
Din ki sale aur udhaar bol kar likhein. Customer ko WhatsApp par baqaya bhejein.
Bas bolein, jaise "sale 500". Munshi Ji sun kar likh leta hai aur parh kar sunata bhi hai.
Phone ke contacts se khata banayein aur WhatsApp par baqaya bhejein.
Sab kuch aap ke phone mein rehta hai. Internet ki zaroorat nahi.
Apna hisaab PIN se band rakhein.
Aam kharchon ke icons. Ek tap aur entry ho gayi.
Munshi Ji abhi shuruaat hai. Jo kami lage ya jo cheez chahiye, humein batayein. Agle update usi se bante hain.
Karobar ke liye poora hisaab chahiye? Munshi Ji Pro dekhein.
Munshi Ji Pro